Alfaaz
Alfaaz ,
Alfaaz to sirf Alfaaz hai,
Pr agar chal gaye to vo talvar hai,Aur chhu gaye to zakhame ruzaav hai,
Samaj gaye to ahesaas hai
Aur nahi samje to bekaar hai,
Alfaz to aakhir alfaz hai.
Alfaaz hai to hadis hai
Alfaaz hai to quran hai,
Alfaaz se hi kayenaat hai,
Alfaaz se hi kayaamat hai,
Alfaaz to aakhir alfaaz hai.
~Rashida
Samaj gaye to ahesaas hai
Aur nahi samje to bekaar hai,
Alfaz to aakhir alfaz hai.
Alfaaz hai to hadis hai
Alfaaz hai to quran hai,
Alfaaz se hi kayenaat hai,
Alfaaz se hi kayaamat hai,
Alfaaz to aakhir alfaaz hai.
~Rashida
Waaah👏🏻
ReplyDelete����
ReplyDelete������
ReplyDelete👌👌👌
ReplyDelete